People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 5 *

Jadugar Jadoo Kar Jayega
Music: R.D.Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alibaba-Aur-40-Chor/Jadugar-J
jadugar jadu kar jayega kisi ko samajh nahi ayega
o marjina nach hasina mushkil kar de sab ka jeena
nahi to nahi to
jadugar jadu kar jayega kisi ko samajh nahi ayega
o marjina nach hasina mushkil kar de sab ka jeena
nahi to nahi to
jadugar jadu kar jayega kisi ko samajh nahi ayega

nachegi teri jawani dekhegi duniya diwani
har cheez hai mere bas me kya aag hai kya hai pani
o nachegi teri jawani dekhegi duniya diwani
har cheez hai mere bas me kya aag hai kya hai pani
arre chhu mantar chhu dekh idhar tu pehen le inko
le yeh ghunghru warna gajab ho jayega
aye jadugar jagu kar jayega kisi ko samajh nahi ayega

mana tujhe maine mana tu jadugar hai diwana
bebas mujhe kar diya yun thehra hai sara jamana aah
mana tujhe maine mana tu jadugar hai diwana
bebas mujhe kar diya yun thehra hai sara jamana aah
bebas had kar di o bedardi batla kya hai teri marzi
kab tak mujhe tadapayega
aye jadugar jadu kar jayega kisi ko samajh nahi ayega

kismat kaa chamka sitara tune mujhe jab pukara
chup chap tu nachti ja jab tak karu main ishara
kismat kaa chamka sitara tune mujhe jab pukara
chup chap tu nachti ja jab tak karu main ishara
o tere kadmo me ye sar hai tu hai to phir kis ka dar hai
jo hoga dekha jayega
aye jadugar jadu kar jayega kisi ko samajh nahi ayega
o marjina nach hasina mushkil kar de sab ka jeena
nahi to nahi to
jadugar jadu kar jayega kisi ko samajh nahi ayega
Qayamat Qayamat
Music: R.D.Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alibaba-Aur-40-Chor/Qayamat/G
dil me jo bat hai vo hotho pe aayegi
to tauba tauba tauba ho jayegi
qayamat qayamat qayamat qayamat
qayamat qayamat qayamat qayamat
dil me jo bat hai vo hotho pe aayegi
to tauba tauba tauba ho jayegi
qayamat qayamat qayamat qayamat
qayamat qayamat qayamat qayamat

khushiya mubarak ho yaro ko
samjho nazar ke isharo ko
khushiya mubarak ho yaro ko
samjho nazar ke isharo ko
nichi nigahe jab meri uth jayegi
to tauba tauba tauba ho jayegi
qayamat qayamat qayamat qayamat
qayamat qayamat qayamat qayamat

phulo ke jab dil sulagte hai
shabnam se shole nikalte hai
phulo ke jab dil sulagte hai
shabnam se shole nikalte hai
abke bahar jab gulshan me aayegi
to tauba tauba tauba ho jayegi
qayamat qayamat qayamat qayamat
qayamat qayamat qayamat qayamat

yun log surat chhupate hai
chehare pe chehara lagate hai
yun log surat chhupate hai
chehare pe chehara lagate hai
rukh se hasina jo parda hatayegi
to tauba tauba tauba ho jayegi
qayamat qayamat qayamat qayamat
qayamat qayamat qayamat qayamat
Aaja Sar-E-Bazar
Music: R.D.Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alibaba-Aur-40-Chor/Aaja-Sar-
aaja, aaja, aaja, aaja
aaja sare bazar tera pyar bik raha hai
aaja sare bazar tera pyar bik raha hai
inkar bik raha hai, ikrar bik raha hai
aaja sare bazar tera pyar bik raha hai
inkar bik raha hai, ikrar bik raha hai

rasme wafa jaha me badnam ho rahi hain
parda nashi hasina nilam ho rahi hain
nilam ho rahi hain
galiyon me aaj uska didar bik raha hai
aaja sare bazar tera pyar bik raha hai
inkar bik raha hai ikrar bik raha hai

duniya meri wafa ki keemat laga rahi hai
meri jawa mohabbat aansu baha rahi hai
aansu baha rahi hai
ashqon se jo bana hai wo haar bik raha hai
aaja sare bazar tera pyar bik raha hai
inkar bik raha hai ikrar bik raha hai
aaja sare bazar tera pyar bik raha hai

ulfat me jisko dil ki har aaraju se seencha
furkat ko jisko humne apne lahu se seencha
apne lahu se seencha
abke bahar me wo guljar bik raha hai
aaja sare bazar tera pyar bik raha hai
inkar bik raha hai ikrar bik raha hai
aaja sare bazar tera pyar bik raha hai
aaja, aaja, aaja, aaja, aaja, aaja
sare shehar mey
Music: R.D.Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alibaba-Aur-40-Chor/Sare-Shah
sare shehar me ek haseen hai, aur wo main hun aur koyi nahi
sare shehar me ek haseen hai
sare shehar me ek haseenn hai, aur wo main hun aur koyi nahi
tu naa udhar dekh, dekh idhar dekh
tu naa udhar dekh yaar idhar dekh
sare shehar me ek haseen hai
sare shehar me ek haseen hai, aur wo main hun aur koyi nahi
tu naa udhar dekh, dekh idhar dekh
tu naa udhar dekh yaar idhar dekh

pyar karega mujhse agar tu yaad karega sari umar tu
pyar karega mujhse agar tu yaad karega sari umar tu
phir bhi kisi kaa nam na lega yeh to mujhko yakeen hai
sare shehar me ek haseen hai
sare shehar me ek haseen hai, aur wo main hun aur koyi nahi
tu naa udhar dekh, dekh idhar dekh
tu naa udhar dekh yaar idhar dekh

sabki nigahen mujhpe jhuki hai teri nigahe kispe ruki hai
sabki nigahen mujhpe jhuki hai teri nigahe kispe ruki hai
dekh jara aisi ada aisi najar aur kahan
sare shehar me ek hasin hai
sare shehar me ek hasin hai, aur wo main hun aur koyi nahi
tu naa udhar dekh, dekh idhar dekh
tu naa udhar dekh yaar idhar dekh

mere sanam ke paas na aana tera sanam hai mera diwana
mere sanam ke paas na aana tera sanam hai mera diwana
main hun kahan tu ha kahan, main hun palak aur tu jameen hai
sare shehar me ek haseen hai, aur wo main hun aur koyi nahi
tu naa udhar dekh, dekh idhar dekh
tu naa udhar dekh yaar idhar dekh
Khatouba Khatouba
Singer: Asha Bhosle
Music: R.D.Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alibaba-Aur-40-Chor/Khatouba/
khatuba khatuba oo khatuba, khatuba khatuba oo khatuba
khatuba khatuba oo khatuba, khatuba khatuba oo khatuba
kitne diwane mere itne diwano me se kiski banu mai mahbuba
khatuba khatuba oo khatuba, khatuba khatuba oo khatuba
khatuba khatuba oo khatuba, khatuba khatuba
kitne diwane mere itne diwano me se kiski banu mai mahbuba
khatuba khatuba oo khatuba, khatuba khatuba oo khatuba

wo kaun hai jiski mai hu diwani
ha yahi wo sanam mera dil jani
tu hai wo tu nahi
tu hai wo tu nahi teri aanhko me dil duba
khatuba khatuba o khatuba, khatuba khatuba o khatuba

jo mera dil meri ja sabse bachaye
ha wo mera dil meri ja sab le jaye
tu hai wo tu nahi
tu hai wo tu nahi teri aanhko me dil duba
khatuba khatuba o khatuba, khatuba khatuba o khatuba

ya tum kaho mai kise du ye bahe
ya mai kahu kispe hai meri nigahe